Best 30 gulzar quotes in hindi

gulzar quotes in hindi

gulzar quotes in hindi : Gulzar is a writer, a lyricist, a director and, at heart, a poet. His films, sensitive, lyrical, and yet successful, were a welcome relief from the violent films that filled the 1970s and 1980s.

Born Sampooran Singh Kalra in Deena, in the Jhelum District in what is now Pakistan, he came to Delhi after the partition during independence as a poet. He joined Bimal Roy Productions in 1961 and got his first break as a lyricist writing for Bimal Roy’s Bandini (1963). The success of this film made him Bimalda’s full-time assistant and got him writing for films by acclaimed directors like Hrishikesh Mukherjee and Asit Kumar Sen. Some of the films he has written include Anand (1971), Guddi (1971), Bawarchi (1972), and Namak Haraam (1973) for Mukherjee; and Do Dooni Char (1968), Khamoshi (1970), and Safar (1970) for Sen.

Milta To Bahut Kuchh Hai Is Zindagi Me, Bas Ham Ginti Usi Ki Karte Hain, Jo Hasil Na Ho Saka.

Gulzaar Sayari
Gulzaar Quotes

We get so many things in life, but we only count those things, which we couldn’t achieve.

gulzar quotes in english

Aap Ke Baad Har Ghadi Ham Ne, Aap Ke Sath Hi Guzari Hain

gulzar inspirational
gulzar inspirational

Kuchh Alag Karna Ho To Bheed Se Hat Ke Chaliye, Bheed Sahas to Deti Hain, Magar Pahachaan Chhin Leti Hai.

Achhi Kitabein Aur achhe Log Turant Samajh Me Nahi Aate, Unhe Padhana Hota Hain

gulzar quotes on life

Bahut Andar Tak Jala Deti Hain Wo Shikayaten Jo Bayan Nahi Hoti

gulzar inspirational
gulzar inspirational

Koi Puchh Raha Hai Mujhse Meri Zindagi Ki Kimat, Mujhe Yaad Aa Raha Hai unki Halki Si Muskurana

Dil Agar Hain To Dard Bhi Hoga, Iska Shayad Koi Hal NAHI Hoga

gulzar on love in hindi

Wo Chiz Jise Dil Kahate Hain, Ham Bhul Gaye Hain Rakh Ke Kahi

gulzar inspirational
gulzar inspirational

Kuchh Baatein Tab Tak Samajh Mei Nahi Aati, Jab Tak Khud Par Naa Guzre

gulzar motivational  shayari
gulzar motivational shayari

Shor Ki To Umr Hoti Hain, Khamoshi To Sadabahaar Hoti hain

gulzar shayari in hindi 2 lines

behisaab hasratein mat paliye, jo mila hai, pehle usse sambhaliye

gulzar motivational shayari
gulzar motivational shayari

Kisi Par mar Jane Se Hoti Hain Mohabbat, Ishq Zinda Logon ke Bas Ka Nahi

gulzar motivational shayari
gulzar motivational shayari

Taklif Khud Ki Kam Ho Gayi, Jab Apano Se Ummid Kam Ho Gayi

gulzar motivational shayari
gulzar motivational shayari

Kaise Karein Khud Ko Tere Pyaar Ke Kabil, Jab Ham Badalate Hain, Tum Sharten Badal Dete Ho

motivational two line gulzar shayari

Manzilein se Gumrah kar deta hain kucch Log. Har kisi se Raasta poochna accha nahi hota

gulzar motivational shayari
gulzar motivational shayari

mai diya hun, mera dushmani to sirf andhere se hai, hawa to bewaja mere khilaf hai

gulzar shayari on life
gulzar shayari on life

Bahut mushkil se karta hun teri yadon ka karobar, munafa kam hai, par gujara ho hi jati hai

gulzar shayari on life
gulzar shayari on life

thoda sukun bhi dhundiye janab, yah jaruratain To Kabhi khatm Nahin Hoti.

gulzar lines in hindi

Kaun kehta hai hum jhooth nahi bolte, Ek baar khairiyat toh pooch ke dekhiye

gulzar shayari on life
gulzar shayari on life

waqt rehta nahi kahi theek kar, aadat uski bhi insaan jaisi hai

Ek baar to tu hoga, thoda sa sukun hoga na dil mai kadak hogi, na sar mai junun hoga

lakerain hain to rehne do kisi ne ruth kar gushe mai sayad khich di thi unhi ko sab banao pala, aur aao kabadi khelte hain

Aaina dekh kar Tasalli hui, Hamko is ghar mein jaanta hai koi

gulzar inspirational quotes in hindi

Aaj ki raat yun thami si hai, Aaj phir aapki kami si hai

Chota sa saya tha, aankhon mai aya tha hamne do bundon se man bhar liya

Behisaab hasrate na paliye, jo mila hai usse sambhaliye

Leave a Reply